bachaane ki koshish mein the jo zamane se hame;
Tanhaai ka taana ab vahi suna dete hai;
Roka tha humko baarish bulane se,
Ab ghaas ki sakhti ka taana bhi humi pe maarte hai!
Jab naam zyada the tab kehna tha ki khud se mila karo,
Milne lage to kehte hai ki naam hai hi kahaan, ginvaya toa karo!